Monday, January 16, 2023

Strength Inspiration, is always is situated within one. Then why do we search it outside, from others. Hum doosron ke aadi kyon ban jaate hain? Hum doosron se kyon umeed karte hai apne khushiyon ka ? Hum kyon doosron ki khushi hamari khushi maan lete. Pichle kuch dinon se hum bechain se hain, khushi paakar bhi khush nahi hai. Ek ajeeb sa darr guilt hai. Guilt isliye hai ki, hum selfish ho rahe. Hum chan minuton ki khushiyon ke liye, achche buraai ka raastha chun nahi paa rahe, hum naahi kisi ki jaan le rahe aur naahi kisi ka ghar ujaad rahe hai. Hum yeh tay nahi kar paa rahe hum selfish hai ya nahi. Aur naahi uske baare mein soch sakte hain. My dad always thought me to be independent and right socially and legally. Some people thought me social implications are just ones mind and nothing else. But still am always thinking about it. Am i right or wrong? Dad always thought me independence, the hardest way. E pampered me, also thought me to grow my ego as self respect. Never to bow before others. But mom thought love forgiveness i forgave people by their one sweet word. Am i right in doing this. Should i think about others before i think of my happiness do i stay dependent on others or should i be independent and guiding light ??